Header

माँ

Mummy
माँ



Phir zindagi imtehaan lene lagi

Meri maa mujhe chor door jaane lagi


Jo na socha tha kabhi bure sapne mai

Maa chor gayi mujhe dard tadapne mai... 


Maa khuda ka doosra naam hai

Bachho'n k liye jeena aur marna uska kaam hai.

।।न मातुः परदैवतम्।।

Koi dil ke bahut kareeb tha, jisse yaari toot gyi.💔

  Koi dil ke bahut kareeb tha, jisse yaari toot gyi. Baatien ek-ek kar  Saari ki saari chhoot gayi. Kabhi toh din bhar, gappe ladaaya karte ...