Har roz
tumse baat karne ka jariya dhoondta hoon,
har raat chaand se teri hi baate karta hoon
pata hai kabhi miloge nahi tum
phir bhi tere aane ka intezaar karta hu
।।न मातुः परदैवतम्।। . . Step into a world of fascinating ideas and inspiring stories with our blog. From thought-provoking articles to captivating personal accounts, we offer a unique perspective on a wide range of topics. Explore the latest trends, discover new perspectives, and expand your horizons with our carefully curated content. Whether you're a curious mind or a seasoned reader, our blog has something for everyone. Join us on a journey of discovery and inspiration❣️
Har roz
tumse baat karne ka jariya dhoondta hoon,
har raat chaand se teri hi baate karta hoon
pata hai kabhi miloge nahi tum
phir bhi tere aane ka intezaar karta hu
hum khote gye
hosh me they phir bhi madhosh hote gye
na jane kya jadu tha
uss ajnabi chere me
khud ko bohot roka phir bhi uske hote gye
Yeh mohabbat ke haadse aksar dilon ko tor dete hain,
Tum manzil ki baat karte ho, log raahon mein chhor dete hai
अपनी निगाहों से न देख खुदको
हीरा भी तुझे पत्थर लगेगा
सब कहते होंगे
चाँद का टुकड़ा है तू
मेरी नज़र से देख
चाँद भी तेरा टुकड़ा लगेगा
Roshni ki khatir dil jalaya na karo
Kyun karte ho dil par itna sitam
Agar yaad nahi karte, tov yaad aaya na karo
Hichakiya dila kar Yeh kaisi uljhan badha rahe ho,
Aankhe band hai Fir bhi nazar aa rahe ho,
Bas itna bata do hume,
Yaad kar rahe ho Ya apni yaad dila rahe ho
Zara c zindagi h, armaan boht h humdard koi nhi, insaan boht h dil ka dard sunaye to sunaye kisko jo dil ke kareeb h, anjaan boht h