Header

Makafat-e-Ishq: The Consequence of Love😮😮😮

 Jab koi pyar me haara hoga

Toota ek sitara hoga, Shirk me mafi milne lagi agar To tum se ishq dubara hoga Teri aankh samandar hogi Mera zarf kinara hoga Usne mud k dekha hai, Lagta hai makafaat Amal Piya hoga. Maine pyar kiya tha ladki Tumne waqth guzara hoga 💔

Tujhse Bichhadne Ka Dard🥺💕

 Socha Hai Tujhe Yaad Nahi Karenge, Ab Kabhi Tujhse Baat Nahi Karenge,

Nigaho Me Tujhe Qaid Kar Lenge, Or Fir Tujhe Aazad Nahi Karenge, Sab Ki Nazaro Se Utar Jayenge, (tere siwa) Kisi Ke Dil Pe Raaz Nahi Karenge,

Tujhko Hi Maan Liya Akhiri Manzil Ab, Kisi Se Ishq Tere Baad Nahi Karenge, Tune Jo Thokar Lagayi Bhul Jayenge, Diye Zakhmo Ka Hisab Nahi Karenge, Agar Yaar Barbad Bhi Ho Gaye Hum, Magar Tujhe Badnam Nahi Karenge

The Solitude of Life🥺

“ zindagi ko tanha virano me rehne do,

ye wafaa ki baatein khyalon me rehne do, hakikat me azmaane se toot jaate hain dil aksar, ye ishq, dosti aur mohabbat, kitaabon me rehne do"

Pyaar ka Irada😹

 सुनो तुमसे प्यार किया है निभाने का पूरा इरादा है ,

तुम अपना बता देना मेरी तरफ से पूरा वादा है !!

Struggling to Forget.🥺

 कैसे कह दूँ कि तेरी याद नहीं आती.  

बस जो गुज़री है साथ, वो रात नहीं आती 

हर बार कहते-कहते रुक जाती है.जुबाँ 

लब पर जो ठहरी है, वो बात नहीं आती.

Reflection on Life's Struggles🥺☹️

 किसी ने मुझे पूछा, 'कैसे हो तुम?'

मैंने कहा.... हंसते बहुत हैं, मुस्कुराते कम हैं, रोते नहीं, बस आंखें नम हैं.... जवाब नहीं कोई... सवाल सी जिंदगी हैं, शोर तो बहुत हैं, पर उसकी आवाज नहीं कोई....

Uljhanon Mein🙄

 Na jawab de, Na sawaal kar,

Mujhe chhod de mere haal par, Tujhe kya milega, tu he bata, Mujhe yun uljhanon mein daal kar”.

The Transience of Life😔

 उड़ जाएंगे एक दिन तस्वीर से रंगो की तरह,

हम वक्त की टहनी पर बैठे हैं परिंदो की तरह...

Rana Pratap: The Tale of Immortal Courage💕

 जीवन में यह अमर कहानी अक्षर-अक्षर गढ़ लेना,

शौर्य कभी सो जाए तो राणा प्रताप को पढ़ लेना..! 🔥

The Search for Completeness❤️


 खुद में समा सकूँ जिसको वो अक्स कहाँ से लाऊं ,

मेरे बिन वो भी अधूरा हो वो शख्स कहाँ से लाऊं ..!!

Perseverance through Challenges

 Tu fiqr na kar,

thoda sabr toh rakh, apne acchai pe , thoda faqr toh rakh, kuch waqt ki mushkilen hain, waqt ke sath sawar jayega, khudh par bharosa kar, waqt hi hai guzar jayega.

The first love❤️

 Har raat mujhay ik naam yaad aata hai

Kabhi kabhi subah sham yaad aata hai Jab sochta hoon phir kar loon doosri mohabbat To pehli mohabbat ka anjaam yaad aata hai

The Price of Betrayal

मौका है जनाब विचार बना लो, 
लैला को मारो गोली और पैसा बना लो

Azadi Ki Shuruwat😂

 Chal zindagi ek nayi shuruwat karte hai,

Jo mere bina khush hai unhe azad karte hai”

सामर्थ्य❤️

 Karam karo ya sitam Ham gila nahi karte

Khazaa me phool yaqeenan khila nahi karte, “Milado hame khaak me, Magar yaad rahe, Ham jaise log dubara mila nahi karte

Fake love😷

 Ab darr ghaav se nahi,

Logo’n ke lagaav se lagta hai”.

Unbreakable Bonds: Love Beyond Boundaries😊

 रश्मों का बंधन न बांधों

ये एक बंधी एक टूट जाती है , बिन ब्याहे राधा श्याम मिले ब्याही सीता छूट जाती हैं....

Painful Smiles: The Burden of Concealing Suffering😷

 Apne dard ko duniya se chupate hai!

Kuch log majburi mai muskurate hai!

।।न मातुः परदैवतम्।।

Where Faith Becomes Pure ❤️

अगर कुछ मांगू तुझसे तो मैं भक्त कैसा  और मांगना ही पड़े तो तू भगवान कैसा ❤️