Header

The Journey of Struggling Against Oppression and Fighting for True Love๐Ÿ˜ช๐Ÿซ 

Kyon Tum Mujhe is kadar Tanha chhod Gaya, Nazuk sa to tha mera dil isse kyon tor gaya. Maine minnaten hajar ki tujhe manane ke liye Tune auron ke sang dosti karli mujhe jalane ke liye Tu mujhe pyar ke saaey me istemal karta raha, 

Sab jante hue bhi mera dil tujh pe marta raha 

Teri har khwahish ko maine pura kiya,

Tujhe paane ke liye maine khud ko adhura Kiya. Tera gussa bhi saha, teri dant bhi khai, Tere liye to zalim main apno se bhi ho gai paraai. Magar tune Meri qadar na jaani maine lakh duhai di magar tune meri ek na maani

 Magar dekhna tu ek din mere liye pachtaega

Mil jaayengi hajaron magar meri Jaisi na dhundh paaeyga. Jo sab kuch luta ke tere taano ko sahe Tere zulmon ki dastan wo kisi se na kahe. Qismat men meri rona hai ye maloom tha mujhe, Bas itna bata mujhe barbad karke kya mila tujhe ๐Ÿ’”

No comments:

Post a Comment

Keep it concise

Chintu ❤️

Bs itna he dukh hai ๐Ÿ˜ข

  Zara c zindagi h, armaan boht h humdard koi nhi, insaan boht h dil ka dard sunaye to sunaye kisko jo dil ke kareeb h, anjaan boht h