Header

।।न मातुः परदैवतम्।।

Ginti nhi aati meri maa ko yaaro...

Mai 1 roti mangu wo 2 hi laati hai !!

Jannat ke har lamhon ka deedar kiya tha ...

Jb maa ne goud mein utha kar pyaar kiya tha..

Sab keh rahe h aaj maa ka din h

Aisa konsa din h jo maa ke bin h


।।न मातुः परदैवतम्।।  ---- Maa se bda koi dewta nhi

No comments:

Post a Comment

Keep it concise

।।न मातुः परदैवतम्।।

Koi dil ke bahut kareeb tha, jisse yaari toot gyi.💔

  Koi dil ke bahut kareeb tha, jisse yaari toot gyi. Baatien ek-ek kar  Saari ki saari chhoot gayi. Kabhi toh din bhar, gappe ladaaya karte ...