Header

Jannat kaisi lagti hai......๐Ÿ’–๐Ÿ’–๐Ÿ’–




Aaj uski god mein sir rakha,

toh maloom hua....
dharti par jannat kaisi lagti hai.

Main toh ishq mein pagal hoon,
doston se poochho.....
unko bhabhi kaisi lagti hai.

Main aksar sadak par chalte hue
fakeer se pooch leta hoon,
hum dono ki tasveer
saath mein kaisi lagti hai.

Usko maloom hai,
main uske naam par
kuch bhi kar sakta hoon.
Kuch isliye
woh mere saamne
honthon par muskurahat rakhti hai.

Waise toh duniya ke
saare rang khilte hain us par,
lekin..
laal rang mein
kuch sach mein
qayamat lagti hai.




No comments:

Post a Comment

Keep it concise

।।เคจ เคฎाเคคुः เคชเคฐเคฆैเคตเคคเคฎ्।।

เคชเคนเคฒे เคคुเคे เคฎिเคฒेंเค—े।

 เค‰เคธी เคœเค—เคน เคชเคฐ เคœเคนाँ เค•เคˆ เคฐाเคธ्เคคे เคฎिเคฒेंเค—े, เคชเคฒเคŸ เค•े เค†เค เคคो เคธเคฌ เคธे เคชเคนเคฒे เคคुเคे เคฎिเคฒेंเค—े। เค…เค—เคฐ เค•เคญी เคคेเคฐे เคจाเคฎ เคชเคฐ เคœंเค— เคนो เค—เคˆ เคคो, เคนเคฎ เคเคธे เคฌुเคœ़เคฆिเคฒ เคญी เคชเคนเคฒी เคธเคซ़ เคฎें เค–...