Header

Bebasi: The Helplessness of Love❤️

 Na tujhe chhod sakte hai, tere ho bhi nahin sakte,

Ye kaisi bebasi hai aaj ham ro bhi nahin sakte. Ye kaisa dard hai, pal pal hamein tadpae rakhta hai, Tamhari yaad aati hai to phir so bhi nahin sakte

Loneliness of Solitude😪

 Hasste khelte chehre par jab udaasi chhaa jaati hai,

In tanha raaton mein mujhe teri kami kha jaati hai.

The Unconditional Love of a Mother❤️

 Roye jb aankhe meri toh vo b roti hy

Halka sa dard hy sar mein keh du jis din ye...fir kaha vo soti hy. TB EHSAAS HUA KI AAKHIR MOHABBT KYA HOTI H..!! Ye Duniya h sahab. .muh pe achhi baatein he kregi

Magar jo peeth peechhe b tareef kre, Vo MAA hoti hy

Jawaani chadhi hai chle jaate ho bin batye yaaro

ke saath mgr fir.. pareshaan vo hoti hai. Vo aur koi nhi sirf ek MAA hoti hai AUR TB TUMHE PTA CHLEGA AAKHIR MOHABBAT KYA HOTI HAI. Maa ki di hui zubaan ko MAA pe mat azmaana Khuda ke liye apni zindagi mein ye paap mt kamana

qki tumhari chaar baatein sunn kr vo akele mein roti hai. vo aur koi nhi bsss ek MAA HOTI HAI. Aur TB ...TB TUMHE EHSAAS HOGA ASLI MOHABBAT KYA HOTI HAI...!!!

Life, a Night of Dreams

 Zindagi Ek Raat Hai,

Jisme Na Jaane Kitne Khwaab Hai, Jo Mil Gaya Wo Apna Hai, Jo Tut Gaya Wo Sapna Hai..

The Engraving of the Letter

 खत के छोटे से तराशे में नही आयेंगे, गम ज्यादा है लिफाफे में नही आयेंगे।

जिस तरह बीमार से रुखसत ली है, लगता है जनाजे में नही आयेंगे ।।

Silent Tears🥺

 Palko ke kinaare hamne bhigoye nahi

Wo samajte hain ham roye nahin, Woh puchte hain tum khwabo me kisey yaad karte ho, Ham unhe kese bataye ham barso se soye nahin. 💔

Rasta Dekhkar Hausla Badhana👍🏻

 डर मुझे भी लगा फ़ासला देखकर,

पर मैं बढ़ता गया रास्ता देखकर ख़ुद-ब-ख़ुद मेरे नज़दीक आती गई, मेरी मंज़िल मेरा हौंसला देखकर !

The Trials and Losses of Life

 Kuch lutt gaya kuch luta diya,

kuch mitt gaya kuch mita diya.. Zindagi ne kuch yun aazmaya humein, Kuch chinn gaya kuch gawa diya.”

Eternal Allure: The Endless Charisma of Love🥰

 Hazaron baar dekhi hai

Surat uski maine Phir bhi har baar ek nayi Kashish si lagti hai Har roz dubta hoon thoda Aur annkhon mein uski main Har roz ek nayi mohabbat si lagti hai Nazar aati hai roz kayi saari Nazarein raah mein mujhe, Har nazar uski hi nazar jaisi lagti hai.

The Journey of Struggling Against Oppression and Fighting for True Love😪🫠

Kyon Tum Mujhe is kadar Tanha chhod Gaya, Nazuk sa to tha mera dil isse kyon tor gaya. Maine minnaten hajar ki tujhe manane ke liye Tune auron ke sang dosti karli mujhe jalane ke liye Tu mujhe pyar ke saaey me istemal karta raha, 

Sab jante hue bhi mera dil tujh pe marta raha 

Teri har khwahish ko maine pura kiya,

Tujhe paane ke liye maine khud ko adhura Kiya. Tera gussa bhi saha, teri dant bhi khai, Tere liye to zalim main apno se bhi ho gai paraai. Magar tune Meri qadar na jaani maine lakh duhai di magar tune meri ek na maani

 Magar dekhna tu ek din mere liye pachtaega

Mil jaayengi hajaron magar meri Jaisi na dhundh paaeyga. Jo sab kuch luta ke tere taano ko sahe Tere zulmon ki dastan wo kisi se na kahe. Qismat men meri rona hai ye maloom tha mujhe, Bas itna bata mujhe barbad karke kya mila tujhe 💔

The Struggle between Search and Seeker🫶

 Masla hal hua...? Hua ki nahi ?

Hamsa koi mila...? Mila ki nahi ? Chhodiye hamko,,, Ham toh be-dil hai Apka dil laga...? Laga ki nahi ?

The Cycle of Emotions🤒

 मन भरने के बाद

क्यू हर बार साफ दिल छोड़ दिया जाता है मन भरने पर दूर होने का रास्ता खोल दिया जाता हैं पल भर में सब कसमें वादों को तोड़ दिया जाता हैं

दिल की feeling को रददी के भाव तोल दिया जाता हैं। 

मिल गया तुमसे बेहतर कहके रास्ता मोड़ लिया जाता हैं

कुछ पल खास बना के जब छोड़ दिया जाता हैं चेहरे पे smile रख के अंदर ही अंदर से लिया जाता हैं अपने ही यार द्वारा आँसुओ का जब बोझ दिया जाता है भूल जा यार उससे फिर कितनी आसानी से ये बोल दिया जाता है

Nishani Hoon Main🫠

 रख सको तो एक निशानी हूं मैं खो दो तो सिर्फ एक कहानी हूं मैं रोक ना पाए जिसको ये सारी दुनिया वो एक बूंद आंख का पानी हूं मैं....

सबको प्यार देने की आदत हैं हमें अपनी अलग पहचान बनाने की आदत हैं हमें कितना भी गहरा जख्म दे कोई उतना ही ज्यादा मुस्कुराने की आदत हैं मुझे....

इस अजनबी दुनिया में अकेला ख़्वाब हूं मैं सवालों से खफा छोटा सा जवाब हूं मैं जो समझ ना सके मुझे उनके लिए कौन जो समझ गए उनके लिए खुली किताब हूं मैं.... आंख से देखोगे तो खुश पाओगे दिल से पूछोगे तो दर्द का सैलाब हूं मैं अगर रख
सको तो एक निशानी हूं मैं हूं खोटो तो सिर्फ एक कहानी हूं मैं....

Captain defined EGO so beautifully🖤


बस इतनी सी बात समंदर को खल गई, एक कागज की नाव मुझपे कैसे चल गई।🔥

The Pain of Loving the Wrong Person🥹

 Pattharo se Pyaar kiya,

Naadaan the hum, Galti humse hui kyuki insaan the hum, Aaj jinhe humse baat karne mein takaleef hoti hai.. Kabhi us shaqs ki Jaaan the hum.

Pyaar ka Rishta😎

 Pyaar karo toh dhokha

mat dena, Pyar ko aansu ka tohfa mat dena Dil se roye koi tumhe yaad kar ke isa kabhi kisi ko moka mat dena.

इश्क़ और समाज😒

 इश्क़ हुआ , बात हुई , मुलाकात हुई

जब समाज को पता उसकी ज़ात हुई फिर , ना बात हुई , ना मुलाकात हुई..💔

श्याम हूँ मैं, राम हूँ मैं……🙏

 तुम राधा की तरह देखोगे तो श्याम हूँ मैं,

अगर तुम इशारा ही नहीं करोगे तो मर्यादा में राम हूँ मैं..!!

।।न मातुः परदैवतम्।।

Where Faith Becomes Pure ❤️

अगर कुछ मांगू तुझसे तो मैं भक्त कैसा  और मांगना ही पड़े तो तू भगवान कैसा ❤️