Header

खोया प्यार❤️


मेरा प्यार नहीं मिलता , मैं आवारा नहीं फिरता ,
मुझे सोच कर खोना , मैं दोबारा नहीं मिलता...! ❤️

मौन सौंदर्य



“Dupatta sar se giry toh nazrein jhuka lete hain,

Kuch mard bina bole apni tarbiyat bata dete hai”.

अपने और दुनिया❤️


 या तो नींदें पूरी होंगी या पूरे होंगें सपने , या रूठेगी ये दुनिया, या खुश होंगें अपने..! ❤️

माँ

Mummy
माँ



Phir zindagi imtehaan lene lagi

Meri maa mujhe chor door jaane lagi


Jo na socha tha kabhi bure sapne mai

Maa chor gayi mujhe dard tadapne mai... 


Maa khuda ka doosra naam hai

Bachho'n k liye jeena aur marna uska kaam hai.

रस्ते की तलाश 💪

 



मंज़िलें लाख कठिन आएँ गुज़र जाऊँगा 


हौसला हार के बैठूँगा तो मर जाऊँगा 


चल रहे थे जो मेरे साथ कहाँ हैं वो लोग 


जो ये कहते थे कि रस्ते में बिखर जाऊँगा 


दर-ब-दर होने से पहले कभी सोचा भी न था 


घर मुझे रास न आया तो किधर जाऊँगा 



याद रक्खे मुझे दुनिया तिरी तस्वीर के साथ 


रंग ऐसे तिरी तस्वीर में भर जाऊँगा 


लाख रोकें ये अँधेरे मिरा रस्ता लेकिन 


मैं जिधर रौशनी जाएगी उधर जाऊँगा 


रास आई न मोहब्बत मुझे वर्ना 'साक़ी' 


मैं ने सोचा था कि हर दिल में उतर जाऊँगा 


Dil Ki Batein



 tere liye jagah hai kahin dil me,

shayad usey kabhi na meeta pau,


kya sochta hun me tere liye,

shayad kabhi na dikha pau,


Mere jazbaton ka tuh woh panna hai,

Jise shayad kabhi na tujhe padha pau,


Tum puchte ho ki kya lagte ho tum mere,

shayad ye alfazon mein na tumhe bta pau

रक्षाबंधन💝

 


Ki hui banjar zameen gulzar bheno se,
suru hota h har tayohar bheno se,
paresaan krti h,pr pyr h tujse,
mere bhai
karo izhaar bheno se

Chup chup se rehte hain


Chup chup se rehte hain sar-e-aam nahin hote,

Kuch rishte sirf ehsaas ke hote hain unke naam nahin hote.

Unveiling the Depths of Love




ke jisko ishq ho jaye bhala kaise wo soeyga,


kabhi chup chup k royega, kabhi takiya bhigoyega.

bade nadaan ho tum, zara samjha karo baatein,

gale mil kar jo rota hai, bichar kar kitna royega”

Love cannot be described merely through words

Behte ashkon ki zuban 

nahin hoti,


  Lafzon mein mohabbat 

bayan nahin hoti,


  Mile jo pyar toh qadar 

karna yaaro,


  Kismat har kisi par 

maherbaan nahin hoti 

अवसरों का गुमनाम रिश्ता

सारे का सारा तो मेरा भी नहीं

और वो शख़्स बेवफ़ा भी नहीं


ग़ौर  से  देखने  पे  बोली  है

शादी से पहले सोचना भी नहीं 

Ravani Tehri Si Tabiyat

Tehri tehri si tabiyat mein

ravani aayi,


Aaj phir yaad Mohabbat ki kahani aayi,


Aaj phir nind ko ankhon se

bichhadte dekha,


Aaj phir yaad koi chot purani aayi,


Muddaton baad chala un par

hamara jaadu,


Muddaton baad humein baat

banani aayi. 

A Twist of Destiny

 तकिए भीग रहे हैं ख़ारे पानी से 

जब से क़िरदार अलग हुआ है कहानी से


इधर मैं किसी लड़की से नज़रें नहीं मिला पा रहा

उधर वो लहंगा मिला रही है किसी शेरवानी से

Koi Lafzon ke liye betha raha. Kisi ne Aankhein padh li

 Koi Lafzon ke liye betha raha.

Kisi ne Aankhein padh li



Kuchh kuchh ahsaas hue, dil mein dastan bhar gayi.

Kho gaye hum, unki aankhon mein asman bhar gayi.


Palakon ki jhankar ne kuchh keh diya,

Bina kuchh kahe, sab baat samajh liya.


Dil ki kitaab khuli, saaf saaf padh li,

Lafzon ke kagaz par pyar ka rang badh li.


Chupke se usne khwaab sajaye,

Humari zindagi mehak gayi, khushbu ban gaye.


Koi lafz na tha, par dil ki zubaan samajh gaye,

Bewajah muskuraye, rishton ka silsila ban gaye.


Kuchh kuchh ahsaas hue, dil mein dastan bhar gayi,

Kisi ne aankhein padh li, pyar ka izhaar kar gayi.

Whispers of the Sky

 "Un jo takta hai aasmaan ko tu,

koi rehta hai aasmaan mein kya?

Yeh mujhe chain kyun nahin padta,

ek hi shaqs tha jahan mein kya."


This lyrics I mentioned is from a Hindi song. 


"Who gazes at the sky,

What resides in the heavens?

Why don't I find peace,

There was only one person in my world."


These lines express a sense of longing and questioning about the significance of someone's presence and the impact they had on the speaker's life. The person in question seems to have been the center of the speaker's universe, and without them, the speaker feels restless and unable to find peace.

इश्क़ की भावना: अल्फ़ाज़ की खोज

 

               :- Innocent love❤️

बहुत मासूम लड़की है, इश्क़ की बात नहीं समझती,

न जाने किस दिन में खोई रहती है, मेरी रात नहीं समझती।

और हाँ, हमम, सही बात है तो कहती है,

 हाँ, हमम, सही बात है तो कहती है,

अलफ़ाज़ समझ लेती है, ज़बाँत नहीं समझती।

महाकाल: शक्ति और भक्ति की प्रतिष्ठा


 कर्ता करे न कर सकै , शिव करै सो होय ,

तीन लौक नौ खंड में, महाकाल से बड़ा ना कोय 🔱🕉️




कोई भी कार्य करने वाला व्यक्ति जो कुछ भी करे, वह अपनी इच्छा से नहीं करता है, बल्कि उसे महाकाल यानी शिव की इच्छा से करना पड़ता है। यह बताया जा रहा है कि तीन लोक और नौ खंड में कोई भी शक्ति महाकाल से बड़ी नहीं हो सकती है।

Yaadon Ke Lamhe: Kitni Raatein, Kitne Din ♥️


 Kitni raatein beet gayi,

 kitne din bheet gaye,


Bas nahi beeta, teri yaadon ka 

wo pal, guzra hua wo kal.


Nahi beeti to, aankho ki 

nami, aur teri kami.”

Chintu ❤️

प्यार से कहो तो....एक बार🤌

  प्यार से कहो तो आसमान मांग लो, रूठ कर कहो तो मुस्कान मांग लो, तमन्ना यही है कि दोस्ती मत तोड़ना, फिर चाहें हँसकर हमारी जान मांग लो।